Trust 😔
Aj ka topic hai trust hum kisi person pr itna trust krne lg jate hai ki hum usko samjne me bhul krte h hum log sochte h wo person kitna acha h trustworthy person hai but jb hme problm hogi ya koi bat jb hum kisi situation me fas jae to wo trustworthy person apni real aukat tb btata hai jb hume proof ke liye jaroort pdti h tb wo apna asli rang dhikhata h me bhi friday wale din me bhi kisi situation me fas gya but jb usse pucha to btaya usne use kuch na pta
Tb asli rang uska malum pda ki jis person pr trust kr rhe hai aur wo person humari problm solve krne ki wjh aur usko bdwa rha hai to sabse jyda sadfull moment whi hota hai 😔😔
Lekin mene jo galti ki hai av wo galti av ap log na kre.Isiliye bhagwan ne humko parivaar diya hai jo hr situation me sath dete hai .
Aj ke liye bs itna hi so ap samj gye honge .
Thank you
Koun hai mai samajh gaya
ReplyDeleteSamjh sakta hu bhai mere sath bhi esa kuch hota rhta hai mai bhut dhuki hu apni life se
ReplyDeletepar mai ye sab move on karke bss ek chij par focus kar rha hu apne aapne wale test ke liye eske jo benefits of psychometric test